delhi 6 lyrics

Reactions: 
Hindi Song: Tumre Bhavan Mein Jyot Jaage
Movie or Album: Delhi 6
Singer(s): Rekha Bharadwaj, Kishori Gowariker, Shraddha Pandit, Sujata Majumdar
Music Director(s): A R Rahman
Lyricist(s): Prasoon Joshi

tumre bhavan mein jyot jaage, jyot jaage mere paap bhaage
aanand mangal ho o o meri amba
brahma ji ved japa, hai tere dwaare maiya
bhahma ji vey amba, hey maata dwaare jaawa
brahma ji ved japa, hai tere dwaare
shankar dhyaan lagaaye, maiya ke dwaare - (2)
shankar dhyaan lagaaye amba
tumre bhavan maata jyot jaage, jot jaage mere paap bhaage
aanand mangal hoo meri amba
naarad girdhar khade tere dwaare maaya
naarad hey meri amba, naarad dwaare jaawa
naarad girdhar khade tere dwaare
kaanur bin bajaave maiyya ke dwaare
kaanur bin bajaave meri maa ke dwaare
kaanur bin bajaave amba, tumre bhavan mein
hmmm hmmmm hmmmm.........

Hindi Song: Arziyaan Saari Main Chehare Pe
Movie or Album: Delhi 6
Singer(s): Kailash Kher, Javed Ali
Music Director(s): A R Rahman
Lyricist(s): Prasoon Joshi

arziyaan saari main chehare pe likh ke laaya hu
tumse kya maangu main, tum khud hee samajh lo...
ya maula..., maula maula maula mere maula
maula maula maula mere maula - (2)
maula maula maula maula - (2)
daraare daraare maathe pe maula
marmmat mukddar kee kar do maula, mere maula
tere dar pe jhuka hu, meeta hu, bana hu - (2)
marammat mukddar kee kar do maula.. - (2)

(jo bhee tere dar aaya, juhkane jo sar aaya
mastiya piye sabako, jhumata nazar aaya) - (2)
pyaas le ke aaya tha, dariya woh bhar laya
noor kee baarish mein bhigata sa tar aaya
noor kee baarish mein o o o
noor kee baarish mein, bhigata sa tar aaya
maula maula maula mere maula - (2)
maula maula maula maula - (2)
daraare daraare maathe pe maula
marmmat mukddar kee kar do maula, mere maula..
(jo bhee tere dar aaya, jhukne jo sar aaya
mastiya piye sabko, jhumata nazar aaya) - (2)

o ek khusbu aatee thee - (2)
main bhatakata jaata tha, reshami see maaya thee
aur main takata jaata tha
(jab teree galee aaya, sach tabhee nazar aaya) - (2)
mujhe mein hee woh khushabu thee, jisse tune milwaaya
maula maula maula mere maula
maula maula maula maula - (2)
daraare daraare hai maathe pe maula
marmmat mukddar kee kar do maula, mere maula..

aa aa aa aa...
tutake bikharna mujhako jarur aata hai
hoo, tutake bikharna mujhako jarur aata hai
varna ibbaadat waala shaur aata hai
(sajade mein rehne do, abb kahi na jaaunga) - (2)
abb jo tumne thukaraaya toh sawar na paaunga
maula maula maula mere maula
maula maula maula maula - (2)
daraare daraare hai maathe pe maula
marmmat mukddar kee kar do maula, mere maula..

sar uthaake maine toh kitnee khwahishe kee thee
kitne khwaab dekhe the, kitnee khosishe kee thee
jab tu rubaru aaya -2 najare na mila paaya
sar jhuka ke ek pal mein o o o
sar jhuka ke ek pal mein maine kya nahee paaya
maula maula maula mere maula - (2)
maula maula maula maula - (2)
maula maula maula mere maula -2, mere maula...
maula maula maula maula -2, mere maula...

mora piya ghar aaya, mora piya ghar aaya - (6)
maula maula maula mere maula - (2)
maula maula maula maula
mere maula maula maula maula -2, mere maula....

Hindi Song: Massakali Massakali
Movie or Album: Delhi 6
Singer(s): Mohit Chauhan
Music Director(s): A R Rahman
Lyricist(s): Prasoon Joshi

aye massakali massakali, udd mattakali mattakali - (2)
aye massakali masa masa massakali, udd mattakali mattakali
massakali massakali, udd mattakali mattakali
jara phank jhatak gayi dhul atak aur lachak machak ke dur bhatak
udd dagar dagar kasbe kuche nukkad basti mein yeah e yeah e
itdi se mud ada se udd, kar le puri dil ki tamanna
hawa se jud ada se udd purr bhuur bhurrr phuurrr tu hai hera panna re
massakali massakali, udd mattakali mattakali - (2)

ghar tera saloni, baadal ki colony
dekhlaade thenga inn sabko jo udana na jaane
(udiyo na dariyo kar manmaani manmaani manmanni
badhiyo naa mudiyo kar naadaani) - (2)
bas thaan le muskaan le, kahe sana nana nana hawa
baas thaan le tu jaan le, kahe sana nana na na na hawa
aye massakali massakali, udd mataakali mataakali
aye massakali masa masa massakali
massakali massakali, udd matak matak matak matak

re re re re re re ra ra ra ra..... he he he o ho ho ho
tujhe kya ghum tera ristha, gagan ki baansuri se hai
pawan ki guftagu se hai, suraj ki roshani se hai
(udiyo na dariyo, kar manmani manmaani manmanni
badhiyo naa mudiyo kar naadaani) - (2)
bas thaan le muskaan le, kahe sana nana nana hawa
baas thaan le tu jaan le, kahe sana nana na na na hawa
massakali massakali, udd matak matak mataakkali
massakali masa masa massakali yeh matak matak

re re re re re re ra ra ra ra, hey hey hey hey ho ho hoo hoo...

0 comments: